About

24 December 2013

Hosh Walo Ko Khabar kya Guitar Chords

Hosh Walo Ko Khabar kya Guitar Chords

..F#..........B.................G#m..........F#..
Hoshwaalon ko khabarr kya bekhudi kya cheez hain
..F#.........B..................C#...........F#..
ishq kije fir samajhiye zindagii kya cheez hain


..F#................G#m..............C#.........F#..
Unse nazarein kya mili roshan fizaayein ho gayi
..F#.............B.............G#m.......F#..
aaj jana pyaar ki jaadugari kya cheez hai
..F#..........B..................C#..........F#..
ishq kije fir samajhiye zindagii kya cheez hain


Khulti zulfon ne sikhaayi mausammo ko sayayrii
Jhukti aankhon ne bataaya maikashhi kya cheez hain
Ishq kijey fir samajhiye zindagii kya cheez hain


Hun labon se kah naa paaye unse haal-e-dil kabhi
Aur wo samajhhe nahin ye khamoshii kya cheez hain
Ishq kijay fir samajhiye zindagii kya cheez hain

Hosh Walo Ko Khabar kya Guitar Chords

FOLLOW US ON FACEBOOK

Google+ Followers

Popular Posts

folkfguitartabs@ Proudly. Powered by Blogger.