28 January 2013

Meri Kahani - Atif Aslam

Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Nindiya tu aana hawa ke sang
Mujh ko bhi tu dikhana apne rang
Suno mere dil jani yeh kahani mani
Ek din mere sang yeh jahan tha
Mera kuch or tera bhi arman
Jane dil mein kya kuch ya basa tha


Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani


Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Nindiya tu aana hawa ke sang
Mujh ko bhi tu dikhana apne rang
Tera mera galiyoo main yu phirna
Phirte phirte raat ko yah thakna
Thak ke nani ki godi main sona
Pariyoon kay desh ja ke na aana


Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani


Koi fikar thi na koi bahana
Muthi main tha jaisa zamana
Kachi zuban main woh geet gana
Naye khilone sab ko dikhana
Mang liya zindagi se zyada
Chun gaya woh jis ne kiya wada
Kwon laye woh pal jo suhane
Beete thay jo woh guzre zamane


Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahaniiiiiiiiiii
LA LA LA... LA LA LA LA LA... LA LA LA... x3

No comments:

Post a Comment

Hope You Like
I m Waiting For Your Comments...


Popular Posts

folkfguitartabs@ Proudly. Powered by Blogger.